Sooji Ki Gujiya Kaise Banate Hai
Aasan method se Sooji Ki Gujiya banaye ge. Kyuki Mawa kaai baar ghar me hota
nahi hai .aur jhat pat Gujiya taiyaar
karni hoti hai. To Sooji Ki staffing ke saat
aap Gujiya bana sakte hai.
Sooji Ki Gujiya |
Ingredients
Stuffing Ke Liye
100 gram - sooji
2 tbsp - coconut powder
80 gram - suger powder
1/3 tbsp - chooti elachi powder
6 piece - kaju (chew nut )
6 piece - badam (almond )
12 piece - kishmis
2 tbsp - ghee
3 bund - kaura water
Dough ke liye
100 gram - madia
2 tbsp -atta
2 tbsp - soojI
1/4 tbsp - namak
4 tbsp - ghee moyen ke liye
250 gram - fry kerne ke liye refined oil Ya ghee.
Banane ka method
Aaye banana start karte hai.
• Ek bowl le ge.usme madia, atta, sooji , ko mix kare aur 1/4 tbsp namak milale.
• maida me moyen ke liye ghee dal ker haat se mix kare . gheeka moyan dene se madia me alag test ata hai.
• Isko bahut hi acchi tarah se mix kerne hai.puri tarah ghee mix hone ke bad maida ki haato se motthi bandne lage ge.
• Ab madia ko thora thora pani dal ker mix kare aur thora hard dough bana le.
• Ab dough ko 15 minut ke liye dak ker rakh de.
• Sooji Ki staffing ke liye gass stove per kadahi rakhe.aur kadahi me 2 tbsp ghee dale.
• gass ki anch ko medium to low ker sooji dal ker bhune.
• Jab sooji halka brown hone lage to suger powder, coconut powder mila ker 1 minut tak bhune .phir gass band ker de.
• sooji Ki staffing halki mithi rakhe ge.
• Ab chooti elachi powder ,badam ,kaju ,kishmis, chop ker sooji me milade .aur 3 bund kaura water mila le. Ab dough ke liye Stuffing reddy hai.
• maida ke dough ko ek bar mix ker le .
• iss dough ki chooti chooti loai bana le.
• Ab madia ki ek loai ko belan choka per sukha madia ko laga ker puri ki size ka golakar bele.
• Ab bele hoye puri per stuffing rakhe.aur puri ke kinare per pani laga de .pani lagane se Gujiya ka dono kinare ko haat se daba ker push karene se Gujiya fry kerne me khole ga nahi.isse Gujiya ke sape haato bana le. ya shanche(farma ) per rakh ker bhi sape sakte hai.
• mein ne Gujiya ke kinare ko daba ker sape haat se diya hai.do design me kinare banaya hai
.isse tarah sare puri ko bel kar haat se ya farma se sape bana le.
Ab gass stove per tez anch per kadahi rakhe.aur us me ghee ya refined oil dale.
• Jab ghee ya oil puri tarah gram ho jaye to gass ki flame ko medium to low ker de.
• Aur gram oil me ek ek ker ke 4 se 5 Gujiya ko dale.
• Gujiya ko phele ek side se fry kare.phir dosre side se fry kare .5 se 6 minut tak fry kare medium to low flame per pakaye.
• ye deyan rakhe ki Gujiya ko dono side se equal (baraber)fry kerne . dire dire ye light brown color ki hone lagegi. ye Gujiya lajabab see bina Mawa ki Gujiya banker taiyaar hai.
• Ye Gujiya bhaut kasta aur caruncy banne bali hai. hum ne iss me sooji ka stuffing kiya hai.
• ye Gujiya ko jab maan kare banaye aur khaye.
• Ab Gujiya serve kerne ke reddy hai. Issey evening ya morning ke nasty me gram gram sarve kare.
• Issey airtiet box me 3 se 4 dayse rakh ker khaye. Ye sooji Ki Gujiya kasta aurdu karare bani hai .jo dekhne mein it nikhat acchi hai to khane me lajabab hogi.
Issey ek bar jaror try kare.agar ye recipe pasad aye to comment kare.
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें