How to Make Khasta Mango Biscuit
Khasta Mango Biscuit |
Khasta Mango Biscuit banane ka tarika
Ingredients
DOUGH KE LIYE
■ 300 gram - madia
■ 80 gram - oil
■ 150 gram - paka houa mango ka plup
■ 3 tbsp - coconut powder
■ 4 tbsp - suger powder
■ 10 pice - kaju (chew nut )
■ 1/4 tbsp - chootI elachi. powder(cardamom )
■ 300 gram - oil fry kerne ke liye
300 gram madia me chooti elachi powder, coconut powder milale aur 80 gram oil ya ghee ko madia mein mila ker ek saar kare ye hathoo se mix kare mix karne ke bad maida ki motthi band jaye to isme 4 tbsp suger mile le. aam ka plup pake aam ka banaye.aam ko dho ker cheel le mixerjarr me graind kare plup me pani na de.
phir jo madia ko ghee mix ker ke rakha hai uss me aam ka plup thora
thora ker ke mix kare. Thora tait madia ka dough gondhe.
Aur jo plup bach jaye usse alag rakh de. ab madia ke dough ko 10 minut ke liye dhk ker rakh de.10 minut ke bad maida ke 4 gole banale aur belen Chakya per bele aur kise gol dakken se biscuit ke size ka sape kat le iss tarah sab ko bel ker kat le.aur uper se kaju ke tukre ko biscuit per laga de.
ab gass per mote tale ki karahi rakhe aur isme oil 300 gram dale aur oil ko gram puri tarah hone de jab ye garm ho jaye to gass dhimi kare aur 3 ya 4 piece mango biscuit oil me dale aur dhimi anch per 10 se 15 minut tak fry kare.
Mein ne bana ker aur fry biscuit picture me dikhaya hai.aur thanda hone per kasta aur tasty lagega .khane mein kasta aur aam ke sawad bala biscuit banaye aur khaye.
Kaise Banaye Veg Sawai Recipe.
Isse sham (evening) ke nasty me khaye.isse airtiet dabba me rakh ker 6 se 8 din tak kha sakte hai.
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें