Anjumfood.com

Kacche Aam ka Khatta meetha achar kaise banaye .how to make mango khatta meetha achar.


Kacche Aam ka khatta meetha Achar kaise banaye

                  

  समग्री



• 2 किलो कच्चा आम

• 25 ग्राम मेथी

• 25 ग्राम सरसो

• 25 ग्राम साफ

• २० ग्राम अजवाइन

• 20 ग्राम कलौंजी

• १० ग्राम काली मिर्च

• 20 ग्राम हल्दी पाउडर

• 20 ग्राम लाल मिर्च पाउडर

• २० ग्राम लहसून की चिहली होई कलिया

• २० ग्राम अद्रक चिहली होई

• 350 ग्राम सरसों का तेल

• 250 ग्राम गुड़

• २०० ग्राम नमक या स्वद के अनुसार:

  
    Kacche Aam ka khata mita Achar, kacche Aam ka khata mita Achar kaise banaye.
    Aam   ka   khatta   meetha   Acchar 
     Banane ke Method

         Aam ka Khatta meetha achar banane ke liye .
        2 kilo gram hara kaccha Aam le ge.koi bhi aam le sakte hai.
        Phale Aam ko kate ge kate hoye Aam ko 3 gate ke liye water (pani )dal kar choor denge.
              
            phir pani se nikal ke 20 gram haldi powder lagaye ge phir iss se 5 gante ke liye dhoop m rakhege.

                       5 gante ke bad jab aam me dhoop lag jage aur aam ka pani sookh jaye to phir acchar masala methi,sarso,saof.ajwain kalonji, kali mirch ko kadahi  ya taba me rost kare ge aur ise mixer jar me dardra power bana lege ise lal mirch powder ,lahson ko chote pice ,adrak ko chote chote pice me kat lege aur acchar ke masala me mila le ge .

    phir achar ke masala me 200 gram oil milale  aur gur bhi mila ker haat se acchi tarah mix kare tamanna ke gur puri tarah masala me mix ho jaye . 

        Ab acchar ke masala me sawad ke anusar namak mila le.
         iske bad dhoop me sukhe hoye aam ko acchar ke masala me acchi tarah se milye ke har aam ke pice per masala cote (lag) ho jaye. 
       Ab isse jar me bhar ker aur 150 gram oil upper se dal de phir ise dhoop me 15 din ke liye rakah de.

    15 din ke bad ye khatta meetha tasty acchar ban ker taiyaar hai. Jo khane mein lajabab lage ga.aur khana ke jayeke ko chaar guna  lajiz bana de ga. 

         Acchar ko dal ki puri, rice dal, parathe,  pakne roti ke saat parose jo khane me chaar chand laga de ga. Jab khane ka maan no ho to bhi acchar ko dhek ker bkuk (khane)bad jaye gi.

      yeh 1 year tak kharab nahi hoga.agar ap ko ye kacche Aam ka khatta meethsa Acchar recipe  accha lage to like kare , comment kare.thankyou



   


  

टिप्पणियाँ